Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain in Hindi, Google Pay Loan offer 2021 Apply Online: Digitalikaran ko dekhte hue har ek vyakti online apps par nirbhar ho gya hai. Paiso ke lenden mein bhi ab har vyakti online hi paiso ke lenden ko aasan samajh kar upyog karne laga hai.
Online star par paiso ke lenden ke liye ek sabse adhik vishvasniya aur upyog kiye jane wala app Google Pay hai. Iss article mein hum aapko isse sambandhit sabhi jankari jaise- ”Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain in Hindi, Google Pay Loan offer 2021 Apply Onlinea”, milegi. Hamara anurodh hai ki hamare iss article ko pura padhe.
Google Pay क्या है?
विषय-सूची
Bharat vasiyo ke paise ki raksha karne ke liye google dwara ek online paiso ka transaction karne ke liye ek app launch kiya gaya hai. Jiske madhyam se aap apne kisi bhi mitra ko ya kisi bhi sarkari bill ka ya kisi bhi private bill aadi ka bhugtan karne ke liye iska upyog kar sakte hai. Google pay google ke dwara taiyar kiya gaya hai. Jiske madhyam se aap apne paiso par transaction karte hai.
Pehle iska naam google Tez ke naam se tha. Parantu ab isme bahut se features badha diye gaye hai. Jiske baad isko badalkar Google Pay kar diya gaya hai. Iss app ko aap play store se download karke ID banane ke pashchat, isse aap apne bank khate se bhi link kar sakte hai.
Tatha yah aapke ek code ya fir aapke dwara lagaye kisi lock ke madhyam se hi open hoga. Aapko bata de ki Google Pay par Google dwara itni security hai. Ki isse koi bhi aasani se hack nahi kar sakta hai. To aap vishwas me rahenge ki aapka paisa Google Pay mein bilkul safe hai.
Google Pay Loan कैसे देता है?
Loan dene ke liye Google Pay ne bahut si companyo ke sath sajhedari kar rakhi hai. Yah wo sabhi companya hai jo ke loan deti aur leti hai. In sabhi companyo mein kitna byaj dena hai tatha kis ko dena. Yah sabhi company tay karti hai.
Google Pay ek madhyam hai. Jiske madhyam se aapko aasani se google company loan provide karati hai. Aap Google Pay ke madhyam se hi apna loan chukayenge. To aap iss prakar aasani se Google Pay loan prapt kar paate hai.
Yah sabhi company google ki company nahi hai. Yah alag alag desh mein tatha alag alag niyamo ke mutabik chalne wali company hai. Jisme Google Pay kewal ek madhyam ka kaam karta hai.
Google Pay Loan Kaise Le?
- Yadi aap Google Pay ke madhyam se loan lena chahte hai. Tab aap nimnlikhit charno ka palan kar aasani se loan prapt kar sakte hai.
- Sabse pehle hume Google Pay Application (Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte hai) par account banana hoga. Yadi aapke paas Google Pay account pehle se hai to aapko Google Pay ko open karna hai. Home Page par maujud option “Business And bills” option par click karne ke baad Explore ke option par click karna hai. (Google Pay Loan Online) uske baad aapko “Finance” ka option milega.
- Finance option par jaise hi aap click karte hai waise hi aapko kuch loan dene wali company ke naam dikhai denge. Jaise ki ” Just Money, Money View Loan, Bajaj Finance” aadi.
- Main aapki jankari ke liye bata du ki yah sabhi loan companya Google Pay (Google Pay Personal Loan) ke sath milkar hamein loan dene ka kaam karti hai. Vah bhi sidhe hamare bank account mein. Isi option mein se “Money View Loan” bilkul aasan loan seva hai. Aaj hum iski prakriya ko janege.
- Ab hamein “Money View Loan” par simply click karna hai. Aur mobile number ya email id se login kar lenge. Login karne ke baad hi niche likhe document ki avashyakta hogi.
- Google Pay Loan Require Documents?
1. Pan card
2. Address proof
3. Aadhar card
4. Electricity bill
5. Bank statement passbook - Aapko document upload karne ke baad apna loan application bharkar “Money View Loan” par upload kar dena hai.
- Uske baad aapki loan application, Money View Loan par review mein chali jayegi.
- Uske baad aapka loan application approve hote hi aapki loan rashi aapke bank account mein transfer kar di jayegi.
Google Pay Loan Ke Liye Kya Document Chahiye
Yadi aap Google Pay ke madhyam se loan lena chahte hai. Aur aap janna chahte hain ki aapko loan lene ke liye kin kin dastavejo ki avashyakta padegi. To humne nimnlikhit dastavejo ke naam diye hai jo ki iss prakar hai:
- Pan card
- Address proof
- Bank account passbook
- Bank statement
Google Pay Se kitna loan Le Sakte Hain?
Aapne Google Pay se loan lene ke liye application prakriya puri kardi hai. Ab aap janna chahte hain ki main kitne rupaye tak ka loan le sakta hoon. To aap ki jankari ke liye bata de ki aap Google Pay par App se ₹500000 tak ka loan le sakte hai. Yah loan aapko account ke madhyam se Google Pay ke application se prapt hoga.
Jo application aapke mobile mein apki email id se ya aapke mobile number se tatha aapke account number se link hoga. “Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain in Hindi, Google Pay Loan offer 2021 Apply Online”
The Google Pay Loan Top Features Kya Kya Hai?
Google pay ke madhyam se jin vyaktiyon ko loan diya jata hai. Wah nimilikhit suvidhaon ka labh le sakte hai.
- Yaha se pure 5 lakh rupaye tak ka loan le sakte hai.
- 3 mahine se lekar 5 saal tak iske shuru ki byaj dar 1.33% hai.
- Aap iss loan ko EMI mein Pay kar sakte hai.
- Paise ke liye pehle ki history dekh sakte hai.
- Offer chun sakte hai.
- Google Adwords Bill ko de sakte hai.
- Instant Loan upto 5,00,000
- Online application
- Quick eligibility and disbursal flexible repayment.
- Trusted By Over 10 Crore Indians
- Cashback offers
इसे भी पढ़े – ICICI Bank Personal Loan Kaise Le | पर्सनल लोन कैसे मिलेगा?
Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hai?
- Sabse pehle aapko Google Pay application ko Google Play Store ya App store se download kar lena hai.
- Uske baad aapko isme apne mobile number dal kar isme register kar lena hai.
- Uske baad aapko apne bank account ko iske sath jod dena hai.
- Iske baad aapko Business aur Bill wala option Home Page par milega.
- Iske baad aapko iss page par click karna hai. Uske baad aapko Finance wale option par jana hai. Iske baad aapko yaha par bahut sari loan application mil jayegi. Aapko isme se koi bhi loan company chun lena hai.
- Isme aapko email dalkar register kar lena hai. Uske baad aapko apna mobile number dalna hai. Uske baad aapko apni basic jankari isme dalni hai.
- Aapko apne dastavejon ko isme mein daal dena hai. Uske bad Aapko apne kaam ki jankari bhi isme daal deni hai. Aapko apne bank account ki jankari daal deni hai.
- Aapki Loan application review mein chali jayegi. Uske baad aapko company ki taraf se call aayega. Uske baad aapka loan approved ho jayega.
- Aapko loan aapke bank khate mein instang mil jayega. Iske baad aap iss loam ka istemal aasani se kar sakte hai.
Conclusion
Iss article mein humne aapko Google Pay se sambandhit sabhi jankari (Google Pay Se Loan Kaise Le Sakte Hain in Hindi, Google Pay Loan offer 2021 Apply Online) dene ki koshish ki hai. Hamein ummid hai ki aapko hamare dwara di gayi sabhi jankari labhprad lagi hogi.
Yadi aapke kisi mitra ya sathi ka Google Pay se sambandhit koi bhi sawal hai. To aap social media ke madhyam se hamare iss article ko share kar sakte hai. Aur iss post se sambandhit koi bhi doubt ya prashan ho.
To aap hamare comment section ke madhyam se comment karke hamse puch sakte hain. Hum tatha hamari team ke madhyam se aapko jald se jald aapke sawal ka jawab dene ka prayatn kiya jayega.